Meezan Javed Ahmed Ghamidi ki mashhoor kitab hai, jis mein Islam ke bunyadi usool, deen ke masadir aur aqaid o ahkam ko munazzam andaz mein bayan kiya gaya hai. Yeh kitab Quran o Sunnat ki roshni mein deen ko samajhne ka aik wazeh aur ilmi tareeqa pesh karti hai. Deen ka gehra mutala karne wale students aur aam readers ke liye behtareen intekhab hai.